Showing posts with label Shayari. Show all posts
Showing posts with label Shayari. Show all posts

Hindi Love Shayari

>> Feb 8, 2011

Usne Haton per Mehndi lagi howi hay
Hum ne us ki doli sajai howi hay
Hum ko pata tha k who bewafa niklein gey
Is lye hum ne uski choti behan bhi phasai howi hay

Aaina dekh kar begana ho gaya,
Wo apney he husn ka dewana ho gya
Muqabala husn main hisa lia ap ne bhi
Auron ko to cup mila mager ap ko jurmana ho gya

Neend jab bhi hamain agosh main leti hay
Thumara chehra ankhon main bas jata hay
Eik dum ankh khul jati hay aur monh se Ammi bhoot nikal jata hay

Ek Lamhey Mein Us Ney Zindagi Sanwar Dee,
Ek Lamhey Mein Us Net Zindagi Ujaar Dee,
Kasoor Uska Nahi Mera Thaa,
Jo Un Go Lamho Mein Zindagi Guzar Dee,,

Chaand to nikla hai magar yeh raat na hai pehli si,
Yeh mulaaqaat, mulaaqaat na hai pehli si,
Ranjh kuchh kum to hua aaj teray milne se,
Yeh alag baat ke yeh baat na hai pehli si.

kisi achay dost ko kabhi mat azmayo,ho sakta hai who kisi waja say app ki azmayish per pora na uter sakay .ur app aik achay dost say mahroom ho jayo.

Jitna pyar paya hai tumse.
Ussse aur jyada pane ko jee chahata hai.
Jane who kaun se khoobi hai aap mein
ki har rishta aapse banane ko jee chahata hai

BUCH PANN SAY CHAHAA TUM KO.
AJ TUK NA I,L,U KH SKY TUM KO.
AB KRY ALLAH KUCH KARASHMA KY TUM HE AKY KHO I,L,U MUJ KO.
BUSS CHAHIN GIN TUM KO .
AB KESAY GUZAROON IN DINOO KO AB CHOROO BE NA AKY KHO I,L,U MUJ KO

Main ik khawab Dekhta hoon
TUmhay Apnay sath dekhta hoon
Main dekhta hoon k jashay
Teri cahat ka har qatra
Mera naseeb ho jashay
Main apnay hathoon main
TUmhara hath dekhta hoon
Khwab b kitnay ajeeb hotay hain
TUm apnay khawab dekhtay hooo
main tumharay kahwab dekhta hoon

Lo0g palat jateen hain hamara Gam dekh ker,
Jaise Laher lout jati hai Kinara dekh ker,
Mat dena hamare Janaze ko Kandha kahin,
UTH na jayeen app ka SAHARA dekh ker.

Aah jao jao ka abi zabtt ka mousam nahi gya
Aah jao ka abi paharoo pa baraaf jami hay
kashboo ka jazeroo sa staroo ki hadoo taak...
Is shahir main sab kuch hay Ek teri kami hay.

La phir ik bar wohi bada-o-jam aay saqi
Hath aa jay mujhay mera maqam aay saqi.
Tine-so-sal say hain hind kay makhanay band
Aab manasab hay tera faiz ho aam aay saqi

Har mod par mukaam nahi hota, dil k rishto ka koi naam nahi hota, dil ki roshni se khoja hai aapko, aap jaisa DOST milna aam nahi hota.

roshani me ek chand dikha,
maine use ek letter likha,
agar pyar nahi karti mujhse ,
to tum apne aap ko bedag dikha.

Phulon se khoobsurat koi nahi
sagar se gahara koi nahi
ab aapki kya tarif karu----
dost me aap jaisa---
nalaya koi nahi!

Mujhe Apni Aankho Ke Samunder Main Doob Jaane De.
Mujrim Hoon Main Tera, Mujhe Doob Ke Mar Jaane De,
Zakham Kitne Mile Chahat Se Teri Mujhko.
Sochata Hoon Kahoon Tujhse, Magar Jaane De.

Tumhein dil main basaye rakhta hoon,
Aur duniya ko bhulaye rakhta hoon,
Tumhain hamari nazar na lage,
Is liye apni nazar jhukaye rakhta hoon.

Khuda ki banai kudrat nahi dekhi,
Dilon me chhupi daulat nahi dekhi,
Jo bhi kehta hai ke duriyo se mit ti hai mohobbat,
Usne shayad humari mohobat nahi dekhi!

Woh Mera Tha Yeh Batana Ajeeb Lagta Hai
Ab Us Say Aankh Milana Ajeeb Lagta Hai
Jo Zindagi Main Kabhi Bhi Mera Na Ho Paya
Ab Us Ka Khaab Main Ana Ajeeb Lagta Hai..
Baray Khaloos Say Dawat Tu Us Nay Bheeji Hai Par
Us Ki Mehfil Main Jana Ajeeb Lagta Hai...
Tha Jis Ka Hath Humesha Humaray Hathoon Main
Ab Us Say Hath Milana Ajeeb sa lagta Hai

Surakh aankho se woh jab hamy dekhte hain,
Ham ghabra-kar aankhein jhuka lete hain...
Kaun milaaye un aankho se aankhein,
Suna hai woh aankho se apna bana lete hain.

Baddi muddat se chaha hai tumhe,
Badi duaaon se paya hai tumhe...
Tujhe bhulane ka sochu bhi kaise,
Kismat ki lakiroon se churaya hai tumhe

Toot jaate hain sabhi rishte magar,
Dil se dil ka raabta apni jagah,
Dil ko hai tujh se na milne ka yakeen,
Tujh se milne ki dua apni jagah.

Read more...

Tera Saath Hoga Zindagi Me Ya Sahar Hoga

Fir Karne Laga Hisaab Zindagi Ka
Ye Bhi Ek Zariya He Tumhe Yaad Karne Ka
Yaado Ki Khaak Me Dhund Raha Tha Ek Hasi
Aankh Se Bhi Jo Tapka To Ek Katra….Dard Ka

Kyu Ye Dil Teri Yaad Me Tadpta He
Kyu Tere Tassavur Me Hi Duba Rehta He
Jo Kiya Hi Nahi Tha Vaada Tumne Milne Ka
Fir Najane Karta He Ye Gumaan Kis Baat Ka

Har Baat Pe Muskura Dete The Tum
Har Sher Pe Kehte The Janab Aadaab
Kya Samjhe Bhi The Matlab Mere Jazbaato Ka
Ya Wo Bhi Ek Jalwa Tha Teri Bewafaii Ka

Kyu Me Karu Yakeen Tujh Par Kyu Me Karu Aitbaar Tera
Gar Meri He To Aaja Phir Ya Chod De Khyaal Mohabbat Ka

Ab To Milegi Mohabbat Hume Ya Rukh Hoga Mehkhane Ka
Ya Tera Saath Hoga Zindagi Me Ya Sahar Hoga Teri Yaado Ka

Read more...

Birthday Shayari

Agar yaad tumko na rahe apna janmdin
Check karte rahna yunhi apne mobile ke inbox hardin
Main kabhi na bhulonga apne yaar ka janmdin
Chahe woh ho mera akhri din
Aapko jaroor mera yeh msg. milega
Jispe likha hoga ” mubarak ho aapko aapka jamdin”

Khuda kaise karoon shukriya iss din ke liye
Jis duniye tumhe dharti pe bheja hamare liye
Naa jaane kyon main intezaar kar raha tha
Shayad janmdin hai tumhara iss liye
Meri har ek dua hai teri lambi umr ke liye
Dil khud jaanta hai tu na ho dhadkega kis k liye

Aa teri Umar mein likh du chand sitaaro se
Tera janam din mein manau phoalo se bahaaro se
har ek khubsurti duniya se mein le aau
Sajaau yeh mehfil mein har haseen nazaaro se

Tohfa-e-dil de du ya de du chand taare
Janam din pe tujhe kya du yeh puche mujh se saare
Zindagi tere naam kar du bhi toh kam hai
Daaman mein bhar du har pal khushi ka mein tumhare

Dua hai Ki Kamyabi ke har sikhar pe aap ka naam hoga,
Aapke har kadam par duniya ka salam hoga,
Himmat se mushkilon ka samana karna hamari dua hai,
Ki waqt bhi ek din aapka gulam hoga. Happy Birthday

Hum aapke janamdin par dete hain yeh dua
Hum aur tum milkar, honge kabhi na juda
Jivan bhar sath denge apna he ye vaada
Tuj par apni jaan bhi denge, apna he ye irada

Tohfa-e-dil de doon ya de doon chand tare
Janam din pe tujhe kya doon ye poche mujh se sare
Zindgi tere naam kar doon bhi to kam hahi
Daaman mein bhar doon har pal khushi ko main tumhari..

Phoolon ki sugandh se sugandhit ho jeevan tumhara
Taron ki chamak se sammilit ho jeevan tumhara
Umr aapki ho suraj jaisi
Yaad rakhe jise hamesha duniya
Janmdin mein aap mehfil sajayein aap aisi
Subh din ye aaye aapke jevan mein hazaar baar
Aur hum aapko ”Janmdin Mubarak” kehte rahein har baar..

Read more...

©2011. FunToSms

Back to TOP